Sunday, 2 February 2014

Imame Hassan ka shaan

Hazrat Aboo Is’haq Riwayat Kartey Hain Ke
Hazrat Ali
(Karram Allahu Ta’ala Waj’hah-ul-Kareem)
Ney Apney Betey
Imame Hassan
(RadiyAllahu Ta’ala Anhu)
Ko Deykh Kar Farmaya :

"Beshak Mera Yeh Beta Sardaar Hoga Jaisa Ke
Rasoolullah
(SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam)
Ney Us Ka Naam
Rakha Hey Aur Anqareeb Is Ki Nasal Sey Aik Aisa Shakhs Paida Hoga,
Us Ka Naam Tumharey Nabi
(SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam)
Ke Naam Par Hoga.
Woh Akhlaaq Mey Tumharey Nabi
(SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam)
Sey Mutshaabehat Rakhta Hoga
Aur Soorat Mey Aap
(SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam)
Key Mushaabah Na Hoga.
Phir Hazrat Ali
(KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Kareem)
Ney Qissa Bayan Farmaya Ke Woh Zameen Ko Adalo Insaaf Sey Bhar Deyga.”

[Aboo Dawood As-Sunan, 04/108, Raqam-4290,
Azim Abadi Awn-ul-Ma'bud, 11/257,
Mubarakpuri Tuhfat-ul-Ahwadhi, 06/403,
Suyuti Sharh Sunan Ibn Majah, 01/300, Raqam-4085,

No comments:

Post a Comment