Hazrat Aisha Radi Allahu Anha se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu
Alayhi Wasallam ne Irshad Farmaya Dus Chizen
► Munchen katarwana,
► Dadhi badhana,
► Miswak karna,
► Naak mein pani dalna,
► Nakhun katna,
► Jod dhona (kano ke Andar aur Naak aur baghal aur rano ka dhona),
► Baghal ke baal ukhedna,
► Zair Naaf baal saaf karna,
► Pani se istenja karna,
► Mus’ab rawi bayan karte hain ke Duswi cheez main bhool gaya Shayad wo kulli karna ho.
[Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol.1 :: Hadith 604]
Paidayeshi Sunnat Hain.

No comments:
Post a Comment