Sunday 16 February 2014

AL QUR'AN and AL HADEES

AL QUR'AN:

Ay MAHBOOB !

Kya tum ne NA dekha tumhaare rab ne un haathiyon ka kya haal kiya, kya unka daav tabaahi mein NA dala, aur unpar parindon ki tukdiyaan bheji ke unhe kankar ke pattharon se maarte, to unhe kar dalaa jaise khaai kheti ki patti.

[ SURAH E FEEL : PARA 30, SURAH NO. 105 ]

ALHAMDULILLAH...!!

QURAN indicate kar rahaa hai SUNNIYON KA AQEEDA:

***

"HAMAARE AQAA HAAZIR O NAAZIR HAI."

***

AQAA KO RAB AZZWAJAL FARMATA HAI KI

'KYA TUMNE NA DEKHA'

Matlab ki aqaa ne dekha hai,

Is waqt aqaa ki wilaadat nahi hue fir bhi HUZUR Dekh rahe hai..quraan kehta hai,

Aye wahaabi..!!

Khud ALLAH TA'ALA farmata hai fir bhi nahi maanta ????

FIR KYUN TUJHE BURAA LAGTA HAI JAB KOI TUJH PAR KAAFIR KA FATWAA LAGATA HAI...?

********************************

Allama Abu-ul-Hasan Ali Bin Muhammad Al-Mawardi ( 370-480 H): Messenger of Allah (صلى الله عليه وآله وسلم) was born 50 days after the event of Ashab-ul-Feel and after the death of His father on Monday 12 Rabi-ul-Awal. (Ailam-un-Nabuw a, Page 192 )

*******************************

RasoolAllah Salallaho Alehi Waslam Ne Farmaya:

“Jab Quraish Ne Mere Mairaj Ke Dawe Ko Jhutlaya To Mai Us Waqt Hateem-E-Kaaba Mai Khara Hua Tha To Allah Ne Bait-Ul-Muqdas Ko Mere Samney Zahir Kar Diya Or Main Us Ko Dekh Dekh Kar Kufar Ko Uski Nishanyan Bata Raha Tha”.

(Sahi Al-Muslim Kitab-ul-Eman Hadith #336 )

No comments:

Post a Comment