HADEES
******
Hazrat Abdur Rehmaan Bin Aayish Radi-Allahu-Anhu Se Riwayat Hain Ki Sarkar-A-Aqdas SALLALLAHU-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Ki "Maine Apne Rab Ajjowajjal Ko Aisi Acchi Surat May Dekha Jo Uski Shaan Ke Layak Hain, Rab-Ta'aala Ne Mujhse Pucha "Mal-A-Aala" Ke Farishte Kis Chiz Ke Baare May Zhagda Karte Hain? Main Ne Kaha, Mera Rab To Khub Jaanta Hain! To Rab-Ta'aala Ne Apna Dast-A-Qudrat Mere Kandhon Ke Darmiyan Rakha To Faiz (Rehmat) Ki Thandak Maine Apne Seene May Mehsus Ki, To Maine Un Tamaam Chizon Ko Jaan Liya Jo Aasmaano Aur Zameeno May Hain!
(Daarmi, Mishkaat Pg-70)
********************************
HADEES
******
Hazrat Abu Saeed Khudri Radi-Allahu-Anhu Se Riwayat Hain Ki, Rasoolallah SALLALLAHU-ALAIHI-WASALLAM Marz-A-Visaal (Maut Ki Bimaari) May Masjid-A-Nabwi Per Ronak Afroz (Khade) Hue Aur Farmaya Ki,
"Kasam Hain Us Zaat Ki Jiske Kabza-A-Qudrat May Meri Jaan Hain Ki Main Is Jagah Se Bhi Hauz-A-Kauser Ko Dekh Raha Hoon!"
(Daarmi, Mishkaat Pg-548)

No comments:
Post a Comment