Hazrat-A-Yayah Bin Ma-aaz Rehmatullah Alaihi Ka
Qaul Hain Ki 2 Musibatain Aisi Hain Ki Un Jaisi Musibatain Agle-Pichle
Logon Ne Nahi Suni, Wo Hain Maut Ke Waqt Bande Ka Maal Per Afsos, Pucha
Gaya Wo Kaise?
Aapne Farmaya Usse Tamaam Daulat Cheen Jati Hain Aur Dusra Yeh Ki Use Tamaam Daulat Ka Hisaab ALLAH Ko Dena Padhta Hain!
Farmaan-A-Nabwi Hain Ki Jayedaad Na Banao, Tum Duniya Se Mohabbat Karne Lagoge!
(Mukashfatul Kulub Pg-250)

No comments:
Post a Comment