Hazrat Junaid Baghdadi Rehmatullah
Alaih Ko Kisi Shakhs Ne Dekha k
Tasbeeh Haath Mein Lie Howay Ja
Rahe Hein
Us Ne Kaha: Hazrat Apko Tasbeeh Ki
Kia Zarurat Hay, Ap Tu Allah k Wali
Hein,
Ap k Tu Rag-o-Pay Mein Zikar
Saraiyyat Kar Chuka Hay
Ap Ne Frmaya:
"Tasbeeh Ki Badolat Hi Tu Ye Dolat
Hasil Hui Hay, Tu Kia Aise Rafeeq Ko
Chor Dun Jis Se Ye Dolat Mili Hay."
[Mazahir-ul-Amaal]
Alaih Ko Kisi Shakhs Ne Dekha k
Tasbeeh Haath Mein Lie Howay Ja
Rahe Hein
Us Ne Kaha: Hazrat Apko Tasbeeh Ki
Kia Zarurat Hay, Ap Tu Allah k Wali
Hein,
Ap k Tu Rag-o-Pay Mein Zikar
Saraiyyat Kar Chuka Hay
Ap Ne Frmaya:
"Tasbeeh Ki Badolat Hi Tu Ye Dolat
Hasil Hui Hay, Tu Kia Aise Rafeeq Ko
Chor Dun Jis Se Ye Dolat Mili Hay."
[Mazahir-ul-Amaal]
No comments:
Post a Comment