Thursday, 6 February 2014

Surah Kahaf ki Fazeelat

Farman-e-Sarkar-e-Ala Hazrat:
Bazar Waghera ki Riwayat hai k jo Shakhs sotay
waqt Surah Kahaf parhta hai uske liye aik Noor
hota hai uski chamak Makkah tak hoti hai us
Noor main Firishtey hote hain jo uske liye
Istaghfar karte hain uske baidar hone tak. (Mirat,
Jild 2, Page 605) Mazeed farmate hain: Jo Shakhs
Bargah-e-Elahi main Maqbool-w-Moazzaz aur
Ahle Dunya ki Nazar main Ba Waqar hone
chahay woh baad Namaz-e-Jumua ya Shab main
7 baar Surah Kahaf parha kare. (Majmooa
Wazaif, Page 46)

No comments:

Post a Comment